Archive for 'Hadees SMS Text' Category
Hadees SMS – Hadees-e-Nabvi (S.A.W)
By admin - Last updated: Monday, October 31, 2011
Hadees SMS Text: Hadees-e-Nabvi (S.A.W) “Musalman ko jo ranj, dukh, fikar, gham, takleef aur pareshani pesh aati hai yaha tak ke usay aik kanta bhichubta hai to Allah us takleef ko us ke kisi na kisi Gunah ka kafara bana deta hai” SUBHAN-ALLAH
Hadees SMS – Golden Ahadees
By admin - Last updated: Sunday, October 30, 2011
Hadees SMS “Ahadees mubarak” “Jab tum haya na karo tu jo chahay karo” (MUSLIM) “Tum ghaib ki khbrain batany waly k pas na jaya karo” (MUSLIM) “Qabron ko sajda gah na bnao” (Muslim) “Lazaton ko khatam karny wali maut ko kasrat say yad kiya karo” (Sahi Bukhari) “Duniya main aisy raho jaisy pardesi” (Sahi Bukhari) [...]